Agar aapne Indian Army Agniveer ke liye form bhara tha aur Common Entrance Exam (CEE) diya tha June-July 2025 mein, to ab intezaar khatam ho gaya hai!
Indian Army Agniveer Result 2025 ab officially declare ho chuka hai — 26 July 2025 ko.
Aapka result aapke roll number ke basis par PDF format mein available hai official site par: joinindianarmy.nic.in
Aapka result dekhne ke liye ye simple steps follow karein:
Indian Army Agniveer Result 2025 ke baad ab start hoga Phase 2, jismein candidates ko ye sab tests dene padenge:
Post Name | Height (cm) | Chest (cm) | Weight |
---|---|---|---|
Agniveer (GD) | 170 | 77–82 | As per BMI |
Agniveer (Technical) | 170 | 77–82 | As per BMI |
Clerk / Store Keeper | 162 | 77–82 | As per BMI |
Tradesmen (8th/10th) | 170 | 76–81 | As per BMI |
Documents Name | Mandatory |
---|---|
Admit Card (Print) | ✅ |
Result PDF | ✅ |
10th / 12th Certificate | ✅ |
Photo ID (Aadhaar) | ✅ |
Domicile Certificate | ✅ |
Caste Certificate | If applicable |
6 Passport-size Photos | ✅ |
👉 26 July 2025 ko officially result out hua hai joinindianarmy.nic.in par.
👉 Official site par jaake roll number-wise PDF download karke check karein.
👉 Nahi, sirf roll number diya hota hai result PDF mein.
👉 Phase 2 ke liye ready ho jaiye – physical test, medical, aur documents verification hoga.
👉 Sabhi rounds ke baad final merit list release ki jaayegi.
Action | Direct Link |
---|---|
✅ Check Result Click Here | 👉 Click Here |
🌐 Official Website | 👉 Click Here |
📲 WhatsApp Channel (Sarkari Damaad) | 👉 Join Now |
📢 Telegram Channel | 👉 Click Here |
Agar aapka naam (yaani roll number) Indian Army Agniveer Result 2025 mein aaya hai to badhaai ho! 🎉
Aapka sapna, fauj ka hissa banne ka, ek kadam aur paas aa gaya hai.
Lekin abhi aur mehnat ki zarurat hai — Physical aur Medical tests mein top performance dena hoga.
Aise hi latest updates, notification aur tips ke liye Sarkari Damaad ke WhatsApp aur Telegram channels se judein.
🛡️ All rights reserved by SarkariDamaad.com
UPSC Civil Services Mains Admit Card 2025 Out – Download Now, Check Exam Dates, Paper…
UP Police Sub-Inspector Recruitment 2025 – 4543 Vacancies, Full Details & Apply Online UP Police…
Rajasthan Police SI 2025: 1015 Posts, Eligibility, Syllabus & Apply Online Agar aap Rajasthan Police…
IOCL Apprentice Vacancy 2025 nikal chuki hai! Lekin apply karne se pehle ek baat jarur…
NIACL AO Recruitment 2025 ke liye apply karne se pehle, job profile ke baare mein…
Sarkari bank job ka sapna dekh rahe candidates ke liye ek badi khushkhabri! State Bank…